reel par girtae padtae se kuch saaye ubhartae hain,
kuch daudti haanfti si parchhaeyaan bhi,
jinhe na gam ki silan choo paati hai , na tees koi ghar paati hai.
har shab, mukkamal se jahan dehtae hain jinkae,
fir andhi eentaun ka
bojh uhtaye akhbaraun ke peechae se vo adib,uftaadi abraun ke jaal
dar daar ikhtiyaar kiye jaate hain..
awwal anjumanaun ki shaan vo,bahane se bhi isae be ittifaqi nahi samajte..
pasheman shayad un bade shehraun ki parwarish bhi ab nahi, saaqib
jaani hui use bhi haataun se fisalti chandi hai.
Saturday, June 2, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment